Chalte Chalte Durood Sharif Padhna Kaisa*01

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*♥️ ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ*
*♥️ السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ*
*♥️ الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ*

*👉 post 020 ✔️* 

*📝SAWAL-:*
*📇   Chalte Chalte Durood Sharif Padhna Kaisa*


*✍️ JAWAB-;*
*📇     Chalte Phirte Uthte Bethte Bhi Durood Shareef Ka Wird Kar Sakte He Albatta Ye Khayal Rahe Ki Najasat Ki Jagah Se Guzar Ho To Utni Der Ke Liye Parhna Maukuf Karde Gandagi Ki Jagah Par Zikro Durood Karna Mana'a He Jaisa Ki Sarkar Aala Hazrat Alaihir Rahmato Ridwan Farmate Hai Durood Shareef Raah Chalte Bhi Parhne Ki Ijazat He Jahan Najasat Pari Ho Vahan Ruk Jaye Bahetar Ye He Ek Waqt Mu'ayyan Karke Ek Adad Muqarrar Karle Is Qadar Bawuzu Do Zaano Adab Ke Sath Madeena Tayyabah Ki Taraf Munh Karke Rozana Arz Kiya Kare Jis Ki Miqdaar So Baar Se Kam Na Ho Zyada Jis Qadar Nibha Sake Bahetar He Alawa Is Uthte Bethte Chalte Phirte Bawuzu Be Wuzu Har Haal Me Durood Jaari Rakhe Or Uske Liye Bahetar Ye He Ki Ek Siga Khas Ka Paband Na Ho Balki Waqtan Fa Waqtan Mukhtakif Seego Se Arz Karta Rahe Taaki Huzur Qalb Me Farq Na Ho Or Apne Tamam Awqaat Ko Durood Shareef Me Sarf Kar Dene Ko Farmaya Ki Aysa Karega To Allah Tere Sab Kaam Bana Dega Or Tere Gunah Muaaf Farma Dega*
*📚 Fatawa Razviya Mutarjim, J-6, Mas'ala-413*
-----------------------------------------
-----------------------------------------
*📝 अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम। के सदके इल्मे दीन सीखने समझने और अमल करने की तौफ़िक अता करे।*
*▪ امیــــــن ▪*

*🔛((((( COMING UP NEXT POST )))))*


🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼
*👏🏁 गदा ए फ़कीर रज़वी क़ादरी हनफ़ी बरेलवी 🔴* *جزاک اللہ خیر*
https://chat.whatsapp.com/BlTnmJKrHakLQ0Y3Q9Q1KC

टिप्पणियाँ